Realme 6 June Malaysia mein launch karne wala hai Realme C53. Jo ki realme ka official site main specification ka sath dal diya realme ne. Aage jo paragraph ham log dekhenge usma Realme C53 ka full specification ka jankari hoga. So aage chalo dekhete hai….

Realme C53 2 colour variant ke sath aayega ek to Champion Gold, or Mighty Black. Jo dekhne mein kafi cool lagta hai.

Dimensions and Weight

Realme C53 ka hight hai 167.3mm, Width range 76.7mm, or thick 7.49mm, eska weight hai 182 grams.

Storage

Realme C53 ak variant ke sath ayega 6GB (LPDDR4X) + 128GB. Jismein aap External Memory vi dal paoge up to 2TB tak.

Display

Esma 6.74-inch ips lic display diya hai. 16.7M colors, support karti hai. 560 nits peak brightness vi dekhne ko milta hai joki kafi bright hai. 90Hz refresh rate sath mein 180Hz touch sampling rate vi deknaki milaga jo ki use karnama smooth experience dega.

Camera

Realme C53 mein 50-megapixel dual rear camera unit dekhne ko milta hai. Photography Function _ 50MP Mode, Video, Night Mode, Panoramic view, Expert, Timelapse, Portrait Mode, HDR,AI Scene Recognition, Filter, Slow Motion.

Rear camera mein 1080P@30fps, 720P@30fps, 480P@30fps video recording karsakte ho.

8MP AI Selfie camera dekhne ko milega. Photography Function _ Video, Portrait Mode, Beauty Mode, HDR, Face-Recognition, Filter, Bokeh Effect Control.

Selfie camera main 720P@30fps, 480P@30fps video recording karpaoge.

Processor

Realme C53 mein Octa-core ka Chipset dekhne ko milega. Joki 12nm mein run kakagi upto 1.82GHz. Lekin Octa-core ka konsa Chipset use kiya hai o specify nahi kiya hai.

Battery

Realme C53 mein 5000mAh ka Massive Battery dakhnako milaga. Sathma 33W SUPERVOOC charger joki phone ko 1 hour 15 minutes mein full charge karka dagi.

Biometrics

Support screen fingerprint recognition, facial recognition

Sensors

Esma Magnetic Induction Sensor, Light Sensor, Proximity Sensor, Gyrometer Sensor, Acceleration Sensor dekhne ko milegi.

Features

Bluetooth 5.0, 3.5mm Headset Jack, Type-C, 3-Card Slot,

Operating system-realme UI Android 13.

Price

Price company mention nahi kiya hai. lekin specification ke hisab se iska price hona chahiye lakvak 11K to 12k.

Baki phone ana ki baat pata chalega ki phone kaysa hai.

Jada jankarike liya Suman techno youtube channel visit kijiye.