24th May Oppo china mein launch kar diya hai Oppo k11x. Es paragraph ma ham log jaan payenge oppo k11x ka full specifications. Niche sare specification bataya hu.

Dimensions and Weight

Phone ka high 165.5 mm, Width 76.0mm, 8.3mm thickness ka sath weight 195 grams.

Storage

Oppo k11x – 3 variant launch kiya hai 8GB + 128GB, 8GB + 256GB, 12GB + 256GB. ram LPDDR4x ke sath rom UFS 2.2 diya hai. isme Extended storage vi support karta ha upto 1TB.

Display

Esma 6.72-inch full hd plus (2400 × 1080 pixels) LCD panel diya ha. 16.7 million colors support karta hai. 680 nits peak brightness vi dekhne ko milta hai. jo ki outdoor mai acche tarike se dikhaiye deta hai. sath mein 120Hz refresh rate jo ki use karnama maja ayaga. Konsa glass protection diya hai oppo mention nahi kiya hai.

Camera

Oppo k11x mein 3 rear camera setup dekhne ko milta hai. 108MP primary sensor diya hai jo ki f/1.8 aperture mein run karta hai. sath ma 2-megapixel depth-of-field camera diya jo ki ƒ/2.4 mein run karta hai. triple-mirror lens, fixed focus support.
rear camera ma 1080P@30fps, and 720P@30fps, slow motion: 720P@120fps video shooting hota hai.

front camera 6-megapixel camera: (ƒ/2.4).
front camera mein vi 1080P@30fps, 720P@30fps video shoot karta ha.

Processor

Oppo k11x mein Qualcomm Snapdragon™ 695 octa-core processor diya hai, maximum frequency 2.2GHz support karta ha. jo normally uses ma acha khasa chalaga.

Battery

Oppo k11x mein 5000mAh big battery diya hai. 67W super flash charge diya hai. Jo 45 minute mai full charge karke dega.

Biometrics

Support side fingerprint recognition, face recognition sensor milta hai.

Features

Nano-SIM card, support dual SIM, Bluetooth 5.1, Bluetooth Audio Support SBC, AAC, aptX, aptX HD, LDAC, USB Type-C, 3.5mm jack headphone. operating system – ColorOS 13.1

Price

8GB + 128GB = CNY 1,499 (Rs. 17,500)

8GB + 256GB = CNY 1,699 (Rs. 20,200)

12GB + 256GB = CNY 1,899 (Rs. 22,000)