India mein bahut jald aane wala hai Realme 10 pro plus ka successor Realme 11 pro plus. Leaks ka anusar 8 june ma launched hona chaiya. Aj ess paragraph ma ham log dakhaga ki Realme 11 pro plus ma kya specification rahana wala hai jo ki leaks ka anusar pata chalaha.

Storage

Realme 11 pro plus 3 variant ke sath ayega 8GB RAM + 128GB , 8GB RAM + 256GB , and 12GB RAM + 256GB. Jisma up Extended memory vi dal sakte ho up to 1TB tak.

Display

Realme 11 pro plus mein 6.70 inch ka Full HD Plus (1080×2412 pixels) curved Display dekhne ko mil sakta hai, sath mein 120Hz refresh rate, 360Hz touch sampling rate vi dekhne ko mil sakta hai. Agar Amoled Display ka sath 120hz aya to use karna mai or videos dakhne ka maja or vi achhi ho jayega.

Camera

Realme 11 pro plus mein 2 back camera setup dekhne ko milega. 100-megapixel primary sensor, ka sath 2-megapixel ka ek sensor use kiya hai. lekin konsa sensor use kiya avitak confirmed nahi huya hai.

16-megapixel ka selfie camera hai dekhne ko mil sakta hai.

Battery

Realme 11 pro plus mein 5000mAh big battery dekhne ko milega. Sath mein 67W ka fast charger vi dekhne ko mil sakta hai. Jo ki full charge karneka liya 45 minutes lag sakta hai.

Biometrics

Es mein under display fingerprint dekhne ko mil sakta hai, sath mai facial recognition vi deknako milage.

Features

Nano-SIM card, support dual SIM, Bluetooth 5.1. operating system – HI-OS 13.1

Price

8GB + 128GB = 24,999Rs

8GB + 256GB = 25,999Rs

12GB + 256GB = 29,999Rs

Phone launch hone ke bat detailed review es website mein ayega.

Jada jankarike liya Suman techno youtube channel visit kijiye.